Kar paoge kya?
Poem
20
JUNEDescription
Agar suru se suru karu..
To iss baar mohabbat ho jayega kya??
Tumhare pasandida gaana sunau...
To tum meri ho paoge kya??
Ik shamm chai par tumhe bulauu...
To gulaab se bhara guldasta le aaoge kya??
Kuch baat kehna hai tumse..
To thodi der rukk jaoge kya??
Agar suru se suru karu..
To mujhe apni adat bana paoge kya??
Ik roj dhalta suraj dekhna hai..
Chaar kadam mere sath chal paoge kya?.
To tum meri ho paoge kya??
To gulaab se bhara guldasta le aaoge kya??
To thodi der rukk jaoge kya??
To mujhe apni adat bana paoge kya??
Chaar kadam mere sath chal paoge kya?.